Skip to main content

चाहत कॉलेज टाइम आली

Tuje chaha tha .....
Tuje hi chahunga....
Tu mane ya na mane.....
Baar baar mnaunga.....
Tu mange ager,
To Tare tod launga...
Tu manjaye to,
Clg m pizza betwaunga....

Tuje chaha tha 
Tuje hi chahunga
Bhut hua ladna,
Chal movie dikhaung...
Baad m KFC m lunch kraunga..
Atndnce ki tention na ker,
Wo m khud lgwaunga...
Prerna mam h apni HOD 
Unka n. Lgaunga....
Hath jodker, paer pkdkr
Unko mnaunga.....

Tuje chaha tha 
Tuje hi chahunga

Tuje shpng b kerwaunga...
Suvidha m lekr jaunga.....
Tuje sai baba chok lejaunga....
Wha ice cream khilaunga.....
Fir tuje ghr choad kr aaunga......

Maanja yaaar 
Ab kitna mnaunga....
Tere bin na reh paunga.....
Tuje na bhul paunga.....
Tere dil kbhi na dukhaunga....
Ager ab dur chla jaunga.....
Fir na kbhi lout k aaunga.....
Tuje bhut yaad aaunga......

Manja pagli, kitna mnaunga....
chal tuje miss redhu bnaunga.....

Comments

Popular posts from this blog

ज़रा अब तो गले लग जा

Jra abhi to  gle lag jaaa..... Jaan, abhi mat jaaa.... Kuj pal to jine do yhaaa.... Fir Jane tum kha or m khaaa..... Yhi pal h kuj jine ke, Jaan jra gle lag jaaa... Jaaan bas abhi mat jaaa... Aaaa jraaaa.... Meri baaho m smaaa.... Tuje ab bnalu apnaaaaa..... Aaj lg kr gle tere, Tere Mann ko h chhunaaa.... Jraa abhi to gle lag jaaa... Jaan, abhi mat jaaa.... Abhi sham baaki hai.... Teri aankho se pine jaam abhi baki hai.... Abhi to pyare pyare kaam baki hai.... Aaj to bs sare kaam nibtane hai.... Tere ander khudko samana hai.... Jaan jra abhi to glgle lag jaaa... Jaaan abhi mat jaaa.....

दिल साच्चा

Chore tera DIL scha... Dimag kecha hai.... Yo ISHQ bhut gnda ... yha Dil tutte ... Or PYAAR jngh jngh biktaa hai.... Ashuo ka rashta hai... Jha hash k chelna pdta hai.... Jo yha dil ka scha hai.., Wo hi merta hai...,

जलन अभी भी बाक़ी है

Bas thoda pyaar ab b baki hai... Jab b koi chhuta h usse.... Jane kyu ruh hil jati hai..... Kbhi kbhi ab baat hoti h usse.... Usi din khusi mil jati hai..... Soti h sath uske shadi hui h jisse..... Nind meri ku lut jaati hai..... Khne ko to dur h wo mujse..... Fir b kyu yaad uski rulati hai...... Naa koi h btau dil khol jisse..... Or samne bas kbhi kbhi baat nikal Hi jaati.... Bas bhul chuka hu usse.... Bas yha likhne m taswer uski ban jati hai......